Saturday, 20 December 2014

Aik Waqia Qabar K Azaab Ka


wo aik lash thi. magar kabil-e-raiham nahi balky ibratnak. jis ki ankhen phati pari thi. pathrai ankhon main khof pasra tha. dehshat ki chap thi. takleef or dard ki intaha thi magar in takleefon se kahin zyada be basi thi. aisa lag raha tha goya in ankhon ny chahte hoay bi aisa koch dekha ha jis ka tsawor be insan ko larza dy ga. lash ki koi b hadi slamat ni thi. pashliyan aik dosry ma khos gai thi. lash k main or naak se khod nikal kr jam gya tha. chehre par gehri choton k nishan thy.

0 comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Search This Blog

Recent Posts

Qabar ki Pehli Raat

Janye Qabar kay bare main or Qabar mai hony waly koch
Wakiat kay bary mai or Apni zindgi ko seedy rah par
Chlaiye.

Pages

Copyright © Qabar Ki Pehli Raat | Powered by Blogger
Design by SimpleWpThemes | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com
Flag Counter